Vada Karke Wo Na Aane Ka Hunar Jante Hain Lyrics - Richa

Vada Karke Wo Na Aane Ka Hunar Jante Hain lyrics, the song is sung by Richa from Khwaab (1998). Vada Karke Wo Na Aane Ka Hunar Jante Hain Ghazal soundtrack was composed by K. S. Narula with lyrics written by Nazar Kanpuri.

Vada karke wo na aane ka hunar jante hain

Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain

Vada karke…

Tohmate aati wafa daari pe warna hum bhi

Apne daaman ko bachane ka hunar jante hain
Apne daaman ko bachane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke…

Khud sharafat ko takada hain
Nahi dekhe jawaan
Khud sharafat ko takada hain
Nahi dekhe jawaan
Kya wahi rutha ke jaane ka hunar jante hain
Kya wahi rutha ke jaane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke…

bharatlyrics.com

Iss liye humse uljha te hain andhere nazar
Iss liye humse ukjha te hain andhere nazar
Hum charago ko jalane ka hunar jante hain
Hum charago ko jalane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Juthe kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke..

Vada Karke Wo Na Aane Ka Hunar Jante Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download