Jadoo Lyrics - Kunal Ganjawala

Jadoo lyrics, the song is sung by Kunal Ganjawala from Tere Bina (2005). Jadoo Romantic soundtrack was composed by with lyrics written by .

Yeh aankh sharaabi jadoo
Yeh gal gulaabi jadoo
Yeh rang shabaabi jadoo yeh jadoo
Mera dil pe nahi hain kaabu
Karta hain mujhe bekaabu
Kaisa hain tera yeh jadoo yeh jadoo

bharatlyrics.com

Chaahat se tha main anjaana
Dekha jo tujhe o jaana
Ban baitha tera parwaana
O jaana o jaana
Chaahat se tha mai anjaana
Dekha jo tujhe o jaana
Ban baitha tera parwaana
O jaana o jaana
Mera dil pe nahi hain kaabu
Karta hain mujhe bekaabu
Kaisa hain tera yeh jadoo yeh jadoo
Yeh aankh sharaabi jadoo
Yeh gal gulaabi jadoo
Yeh rang shabaabi jadoo yeh jadoo

Yeh rup tera mastaana
Ho jaau naa main deewana
Maine toh tujhe hain maana
O jaana o jaana
Yeh rup tera mastaana
Ho jaau naa main deewana
Maine toh tujhe hain maana
O jaana o jaana
Mera dil pe nahi hain kaabu
Karta hain mujhe bekaabu
Kaisa hain tera yeh jadoo yeh jadoo
Yeh aankh sharaabi jadoo
Yeh gal gulaabi jadoo
Yeh rang shabaabi jadoo yeh jadoo.

Jadoo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download