Jahan Talak Bhi Yeh Sehra Lyrics - Pankaj Udhas

Jahan Talak Bhi Yeh Sehra lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Tarrannum (1984). The music of Jahan Talak Bhi Yeh Sehra Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by .

Jahan talak bhi yeh sehra
Dikhaai deta hain
Meri tarah se akela dikhaai deta hain
Jahan talak bhi yeh sehra
Dikhaai deta hain
Meri tarah se akela dikhaai deta hain
Jahan talak…

Main itani tezz chale
Sar phiri hawa se kaho
Main itani tezz chale
Sar phiri hawa se kaho
Safar pe kahin patta dikhai deta hain
Meri tarah se akela dikhaai deta hain
Jahan talak…

bharatlyrics.com

Woh alvida ka manzar woh bheegati palke
Woh alvida ka manzar woh bheegati palke
Base ho baar bhi kyaa kyaa dikhai deta hain
Meri tarah se akela dikhaai deta hain
Jahan talak bhi yeh sehra
Dikhaai deta hain
Meri tarah se akela dikhaai deta hain
Jahan talak…

Jahan Talak Bhi Yeh Sehra Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download