Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics - Suprava Sarkar

Jal Jaane Do Is Duniya Ko lyrics, the song is sung by Suprava Sarkar from My Sister (1944). Jal Jaane Do Is Duniya Ko Playful soundtrack was composed by Pankaj Mullick with lyrics written by Pandit Bhushan.

Jal jaane do is duniya ko duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thhukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin
Jal jaane do jal jaane do

bharatlyrics.com

Ye garaz nahin ye garaz nahin
Koi khudgarzon ki basti hai
Inhen lene ko inhen lene ko
Taiyyaar hain sab
Dene ko koi taiyyaar nahin
Jal jaane do jal jaane do

Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Matlab ke matlab ke hain
Laakhon dost magar
Gham khwaar nahin
Gham khwaar nahin
Jal jaane do jal jaane do
Jal jaane do is duniya ko is duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin.

Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download