Jala Do Duniya Lyrics - Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Jala Do Duniya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Rivaaj (1972). Jala Do Duniya Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Kaifi Azmi.

Jala do jala do
Jala do jala do
Jala do duniya yahi
Duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do
Jala do jala do
Jala do duniya yahi
Duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do jala do jala do

Har sapna jale armaan jale
Insaan jale bhagwan jale
Har sapna jale armaan jale
Insaan jale bhagwan jale
Har dil ko har ek sine ko
Samsan bana do jala do jala do
Jala do duniya yahi duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do jala do jala do

Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi

bharatlyrics.com

Kyu ki gaya ghabhara ke
Zahar nafrat ka thoda sa mila leta
Amrit bhi mohabbat ka
Taskin bhi mil jati
Jine ka bahana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi

Ek roz yahi sehara
Tha chaman
Thi kitni khushi the
Kitne magan
Ek roz yahi sehara
Tha chaman
Thi kitni khushi the
Kitne magan
Kyu ruth gaye
Mujhse wo din
Koi to bata de
Jala do jala do
Jala do duniya yahi
Duniya hai to
Duniya ko jala do
Aag laga do jala do jala do

Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi

Yeh ashak kabhi dil mein
Toofan uthayenge
Jo ruth gaye tujhse
Wo laut bhi aayenge
Hai khel mukadar ka
Bichhado ko milana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi
E kash tujhe aata
Sansar basana bhi
Aasan hai jalna bhi
Aasan jalana bhi.

Jala Do Duniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download