Janak Raja Dege Aur Kya Lyrics - Anuradha Paudwal

Janak Raja Dege Aur Kya lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Ghar Sansar (1986). Janak Raja Dege Aur Kya Marriage soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Hath seeta ka ram ko diya
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya
Beti babul ke dil ka tukda
Beti babul ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya

Ishwar ka wardan hain beti
Gharwalo ki jan hain beti
Ye pagdi babul ke sr ki
Laz hain sare ghar ki
Dan kanya ka jisne diya
Dan kanya ka jisne diya
Mayya rani degi aur kya
Beti babul ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya

Rupwati gunwanti gahna
Iske aage kya koi gahna
Ye dilo ke hain man ke nate
Dhan se na jode jate
Pyari bahna ka gahna diya
Pyari bahna ka gahna diya
Bhaiya raja denge aur kya
Bahna bhai ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada

bharatlyrics.com

Hath seeta ka ram ko diya
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya
Beti babul ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya.

Janak Raja Dege Aur Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download