Chot Lagi Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Chot Lagi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Ghar Sansar (1986). Chot Lagi Romantic soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Chot lagi kahan yaha waha
Bata na saku main kahan
Sine mein dil hain jahaa
Chot lagi kahan yaha waha
Bata na saku main kahan
Sine mein dil hain jahaa

bharatlyrics.com

Haal meraa puchh ke
Ji aap kyaa karege
Haal meraa puchh ke
Ji aap kyaa karege
Zakhm ho to dikhalaa
Do maraham rakh dege
Maraham rakh dege
Zakhm aae badan pe
Kahan yaha waha
Bata na saku main kahan
Jaan ko dekhe nazar vo kahan
Chot lagi kahan

Chot lagi tujhe dard
Mujhe ho rahaa hain
Chot lagi tujhe dard
Mujhe ho rahaa hain
Pyaar ke bij tu mere
Mann mein bo rahaa hain
Mann mein bo rahaa hain
Lagaa chaahat kaa teer
Kahan yahan wahan
Bata na saku main kahan
Dard kaa kisane dekhaa
Nishaa chot lagi kahan

Baar baar kyun takraati
Ho tum mujh se
Baar baar kyun takraati
Ho tum mujh se
Koi to rishta hain
Tera meri zindagi se
Meri zindagi se
Ye takkar le jaaegi
Kahan yahan wahan
Bata na saku main kahan
Teeragaa kismat mein hogaa jahaa
Chot lagi kahan yaha waha
Bata na saku main kahan
Sine mein dil hain jahaa.

Chot Lagi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download