Janam Janam Ka Tum Sang Nata Lyrics - Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh

Janam Janam Ka Tum Sang Nata lyrics, the song is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh from Tulsi (1985). Janam Janam Ka Tum Sang Nata Romantic soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.

O man mitwa o man mitwa
O man mitwa o man mitwa

Janam janam ka tum
Sang nata hain hamar
Janam janam ka tum
Sang nata hain hamar
Kore hazra pe likh liya nam tohar
Kore hazra pe likh liya nam tohar

Ho gori rori bindiya
Neendiya udaye re hamar
Ho gori rori bindiya
Neendiya udaye re hamar
Tohe sine se lagale
Tab ayega karar
Tohe sine se lagale
Tab ayega karar
Janam janam ka tum
Sang nata hain hamar

bharatlyrics.com

Jis din laungi ji doli
Jis pal mag bharoge
Ram kasam kar denge puri
Jo bhi mang karoge
Tum jeevan ho jeevan ka
Tum hi singar
Tum jeevan ho jeevan ka
Tum hi singar
Ho gori rori bindiya
Nindiya udaye re hamar
Janam janam ka tum
Sang nata hain hamar

Patjhad ki rut aaye
Chahe phulo ka mausam ho
Sun mere sathi hotho pe apni
Pyar bhari sargum hain
Tu wo mahua na
Jiske nase ka utar
Tu wo mahua na
Jiske nase ka utar
Ho janam janam ka
Tum sang nata hain hamar
Ho gori rori bindiya
Neendiya udaye re hamar

Subah sawere humne
Dekha hain tumhara hi sapna
Bhor ka sapna hota ha isach
Milan rahega hoga apna
Jag ruthe to ruthe na tute ye pyar
Jag ruthe to ruthe na tute ye pyar
Janam janam ka
Tum sang nata hain hamar
Kore hazra pe likh liya nam tohar
Ho gori rori bindiya
Neendiya udaye re hamar
Tohe sine se lagale tab ayega karar
Tohe sine se lagale tab ayega karar
Janam janam ka
Tum sang nata hain hamar.

Janam Janam Ka Tum Sang Nata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download