Jang Insaniyat Ki Dushman Hein Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Jang Insaniyat Ki Dushman Hein lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Nadir Shah (1968). The music of Jang Insaniyat Ki Dushman Hein Philosophical track is composed by S. N. Tripathi while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Jang insaniyat ki dusman hai
Jang hi dusme tamakhum hai
Jang hai aag jo jalati hai
Jung hai maut jo mita ti hai
Mit gaye ru baru jawan the jo
Sahibe no baato nishan the jo
The jo khud jahan mein mashur
Khak me mil gaya sab unka garur
Apna rustam na baki hai
Haye ye jung naam baki hai
Jung nam baki hai

Hum wo sukun jisne sawari hai jindagi
Pathro ka dil taras nikhari hai jindagi
Tarikiyo mein nanha sitara chamak raha
Masum aarzu ka sahara chamak raha
Ummid na ummid se lachar ho gaya
Jinda dili hi jindagi ka bhar ho gayi

bharatlyrics.com

Dil liye paya takht hai saho ke sah ka
Dil liye paya takht hai saho ke sah ka
Dil hi to takhsh tamshak hai
Dusman nigah ka
Dil hi to takhsh tamshak hai
Dusman nigah ka
Tamshak hai dusman nigah ka.

Jang Insaniyat Ki Dushman Hein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download