Janmon Ki Jwala Lyrics - Asha Bhosle, Hariharan

Janmon Ki Jwala lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Hariharan from Hey Ram (2000). Janmon Ki Jwala soundtrack was composed by Ilaiyaraaja with lyrics written by Sameer.

Aa ha aa aa aa ha aa aa aa ha aa aa aa
Janmon ki jwaala thi tan mein
Milne ki trishna thi mann mein
Tune kiya tan ko sheetal sheetal
Ab na rahi mann mein koi halchal oh
Aa ha aa aa aa ha aa aa aa ha aa aa aa
Kitna hai sukh bandhan mein
Preetam tere aalungan mein
Aagosh mein aake maine jaana
Praanon se nazdeek tujhko maana
Saathiya

bharatlyrics.com

Sapnon ka har darpan toota
Har mausam lagta hai jhoota
Kitna gahen hai samay ka saaya
Dil ke ujaale ko benoor paaya
Saathiya

Janmon ki jwaala thi tan mein
Janmon ki jwaala thi tan mein
Milne ki trishna thi mann mein
Milne ki trishna thi mann mein
Tune kiya tan ko sheetal sheetal
Tune kiya tan ko sheetal sheetal
Ab na rahi mann mein koi halchal
Ab na rahi mann mein koi halchal
Saathiya.

Janmon Ki Jwala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download