Jhoomti Jawani Hai Rut Mastani Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Jhoomti Jawani Hai Rut Mastani Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Bandish (1955). Jhoomti Jawani Hai Rut Mastani Hai Happy soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke

Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke

Preeti papiha jo bhole hai man me
Ho o ho o o o
Preeti papiha jo bhole hai man me
Sun sun ke aag kaisi lagi aag man me
Hai kya maja is mitti jalan me
Dekho kisi pe dil haar ke
Aao mitti lahare bahar ki
Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke

bharatlyrics.com

Sawan ke din kali kali ghataye
Sawan ke din kali kali ghataye
Man me umango ke mele lagaye
Thandi hawaye bhi dil ko jalaye
Kaise rahenge man maar ke

Aao mitti lahare bahar ki
Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke
Jhumti jawani hai rut mastani
Ye manva kahe pukaar ke
Aa lute maje bahar ke.

Jhoomti Jawani Hai Rut Mastani Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download