Jin Nainan Neer Samaye Lyrics - Prem Adib

Jin Nainan Neer Samaye lyrics, the song is sung by Prem Adib from Darshan (1941). The music of Jin Nainan Neer Samaye Happy track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Pandit Phani.

Jin nainan neer samaye
Jin nainan neer samaye
Un nainan neer samaye
Un nainan neer samaye
Nainan baan chala kar koi
Naino mein bas jaaye
Nainan baan chala kar koi
Naino mein bas jaaye
Kiran kiran mein chamak naveli
Naino mein aa jaaye
Jin nainan neer samaye

bharatlyrics.com

Ki darshan ke jaate naina
Ki darshan ke jaate naina
Chhalak rahe sukh garaz ki chhye
Chhalak rahe sukh garaz ki chhye
Chamak rahe sukh aas lagaye
Chamak rahe sukh aas lagaye
Naam kisi ka yaad kisi ki aaye
Naam kisi ka yaad kisi ki aaye
Jin nainan neer samaye
Jin nainan neer samaye.

Jin Nainan Neer Samaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download