Kabhi Hua Nahin Lyrics - Alka Yagnik, Amit Kumar

Kabhi Hua Nahin lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Amit Kumar from Pratibandh (1990). The music of Kabhi Hua Nahin Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Liya nahin diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin

bharatlyrics.com

Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Liya nahin diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin

Thandi thandi aaye bhari
Na kiya tadap ke yaad
Thandi thandi aaye bhari
Na kiya tadap ke yaad
Ek duje ka naam bhi paas
To shaadi ke baad
Kuch puchha nahin
Kuch dhunda nahin
Kuch manga nahin
Kuch jana nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin

Aise achanak kaise tumne
Pakad liya yeh haath
Pakad liya yeh haath
Mere dil ne maam lee shayad
Tere dil ki baat
Tere dil ki baat
Mujhe pata nahin
O tujhe pata nahin
Dosh mera nahin
Dosh tera nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin

Ho na ho ho na ho
Ho na ho yeh pichhle janam ka
Hoga koi khel hoga koi khel
Aisa lagta hai pehle bhi
Hua tha apna mel
Hua tha apna mel
Kuch socha nahin
Kuch samajha nahin
Na bhi kaha nahin
Ha bhi kaha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Liya nahin diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin.

Kabhi Hua Nahin Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *