Kabhi Na Kabhi Lyrics - Alka Yagnik

Kabhi Na Kabhi lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Bal Bramhachari (1996). Kabhi Na Kabhi Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Prakash Mehra.

Mile jab se sajan tose nain hai
Piya tab se hi hum bechain hai
Mile jab se sajan tose nain hai
Piya tab se hi hum bechain hai
Dil kho gaya tera ho gaya
Dil kho gaya tera ho gaya janam
Jane jigar mujhse bachke kaha jayega
Kabhi na kabhi jana
Hamara bhi jamana ayega
Mere dilbar tu doda chala ayega
Kabhi na kabhi jana,
Kabhi na kabhi jana

Mera dil ek mandir hai piya
Diya prem ka maine jala liya
Mera dil ek mandir hai piya
Diya prem ka maine jala liya
Mujhe pyar kar swikar kar
Mujhe pyar kar swikar kar sajna
Banja tu mera to jeevan savar jayega
Kabhi na kabhi jana
Hamara bhi jamana ayega
Mere dilbar tu doda chala ayega
Kabhi na kabhi jana,
Kabhi na kabhi jana

bharatlyrics.com

Mai hu dhadkan tu meri zindagi
Tu hai ek samunder mai nadi
Mai hu dhadkan tu meri zindagi
Tu hai ek samunder mai nadi
Lagja gale mera dil jale
Lagja gale mera dil jale chaliya
Jogi tu jogan ko
Kab tak yu tadpayega
Kabhi na kabhi jana
Hamara bhi jamana ayega
Mere dilbar tu doda chala ayega
Kabhi na kabhi jana
Kabhi na kabhi jana.

Kabhi Na Kabhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kabhi Na Kabhi is from the Bal Bramhachari (1996).

The song Kabhi Na Kabhi was sung by Alka Yagnik.

The music for Kabhi Na Kabhi was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Kabhi Na Kabhi were written by Prakash Mehra.

The music director for Kabhi Na Kabhi is Bappi Lahiri.

The song Kabhi Na Kabhi was released under the EMI Music.

The genre of the song Kabhi Na Kabhi is Romantic.