Kaha Chali Goriya Lyrics - Lata Mangeshkar

Kaha Chali Goriya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Daaka (1959). Kaha Chali Goriya Romantic soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Prem Dhawan.

O kaha chali kaha chali
Kaha chali re goriya

Todd ke do naino ka tala
Jisne dil pe daka dala
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Todd ke do naino ka tala
Jisne dil pe daka dala
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke

Banke sapna banke apna
Aaya more angna
Banke sapna banke apna
Aaya more angna
Jagu thi soyi payaliya
Khanka mora kangna
Jagu thi soyi payaliya
Khanka mora kangna
Dekh ke jiska rup nirala
Apna ghungat ugada
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Todd ke do naino ka tala
Jisne dil pe daka dala
Mai to vari vari jau

bharatlyrics.com

Jab se lage nain piya se
Tab se nain na lage
Jab se lage nain piya se
Tab se nain na lage
Ab se hai ye hal jiya ka
To kya hoga aage
Ab se hai ye hal jiya ka
To kya hoga aage
Jor se dhadka dil matvala
Ho gaya jo tha hone vala
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Todd ke do naino ka tala
Jisne dil pe daka dala
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke
Mai to vari vari jau
Aise kisse chor ke.

Kaha Chali Goriya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download