Kahe Ko Bulaya Mujhe Balma Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Kahe Ko Bulaya Mujhe Balma lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Humshakal (1974). Kahe Ko Bulaya Mujhe Balma Romantic soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Kahe ko bulaya mujhe balma
Kahe ko bulaya mujhe balma
Pyar mein naam se, pyar ke naam pe
Kahe  ko bulaya mujhe balma
Pyar mein naam se, pyar ke naam pe
Radha ne yahi puchha tha ek din
Ruth kar sham se ruth kar sham se

Ja tose bolu na ja tose bolu na
Ghunghta kholu na
Dolu na mai sang tere
Ja tose bolu na ja tose bolu na
Ghunghta kholu na
Dolu na mai sang tere
Roz jo tum ruthogi aise
Gujrenge din mere kaise
Jine nahi dega mujhe char din
Pyar aram se pyar aram se
Kahe ko bulaya mujhe balma
Pyar mein naam se, pyar ke naam pe

bharatlyrics.com

Kali ghatao se thandi hawao se
Aao kahe hal dil ka
Kali ghatao se thandi hawao se
Aao kahe hal dil ka
O pyar mein din to dha ljata hai
Rat ko jadu chal jata hai
Jiya lagta hai dhaadkane piya
Ajkal sham se ajkal sham se
Radha ne yahi puchha tha ek din
Ruth kar sham se ruth kar sham se

Toba main ka karu, toba mai ka karu
Badnami se daru mohe badi laz aye
Toba main ka karu
Badnami se daru mohe badi laz aye
Hamne koi ki hai chori
Pyar kiya hai hamne gori
Logo se jo aise darne lage
To gaye kam se to gaye kam se
Radha ne yahi pucha tha ek din
Ruth kar sham se ruth kar sham se.

Kahe Ko Bulaya Mujhe Balma Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download