Kal Raat Jahan Mein Lyrics - Jagjit Singh

Kal Raat Jahan Mein lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Jaam Utha (2013). Kal Raat Jahan Mein Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Ek jasn-e-baharan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha

Nagmen the hawaon mein
Jaadoo tha fizaaon mein
Nagmen the hawaon mein
Jaadoo tha fizaaon mein
Har saans ghazalfaan tha
Kal raat jahan main tha
Har saans ghazalfaan tha
Kal raat jahan main tha

bharatlyrics.com

Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thee jawaani kee
Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thee jawaani kee
Jazbaat ka toofaan tha
Kal raat jahan main tha
Jazbaat ka toofaan tha
Kal raat jahan main tha

Mahtaab tha baahon mein
Jalwe the nigaahon mein
Mahtaab tha baahon mein
Jalwe the nigaahon mein
Har sint charaagan tha
Kal raat jahan main tha
Har sint charaagan tha
Kal raat jahan main tha

Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Ek jasn-e-baharan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha.

Kal Raat Jahan Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kal Raat Jahan Mein is from the Jaam Utha (2013).

The song Kal Raat Jahan Mein was sung by Jagjit Singh.

The music for Kal Raat Jahan Mein was composed by Jagjit Singh.

The music director for Kal Raat Jahan Mein is Jagjit Singh.

The song Kal Raat Jahan Mein was released under the Tips Music.

The genre of the song Kal Raat Jahan Mein is Ghazal.