Kasam Se Teri Aankhen Aaiya Re Aaiya Lyrics - Alka Yagnik, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan

Kasam Se Teri Aankhen Aaiya Re Aaiya lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan from Ajnabee (2001). Kasam Se Teri Aankhen Aaiya Re Aaiya Happy soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Sameer.

Aye oh
Kasam se teri aankhen aankhen aankhen
Kasam se teri baatein baatein baatein
Kasam se teri aankhen
Kasam se teri baatein
Kasam se tera hasna chalna
Haay re kasam se
Kasam se teri aankhen aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein aayea re aayea
Kasam se tera nazar milana aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar churana aaiya re aaiya
Aye oh
Kasam se teri aankhen aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein aayea re aayea
Kasam se tera nazar milana aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar churana aaiya re aaiya
Aye oh
Kasam se teri aankhen aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein aayea re aaiya

Humne dekha jinhe sach woh sapne bane
Bejaane ajnabee saathi apne bane
Puchcho na tum kaise hua
Yeh ittefaq kaise hua
Achcha hua jo hua
Kasam se yun takrana aaiya re aaiya
Kasam se yun mil jaana aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar milana aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar churana aaiya re aaiya
Aye oh
Kasam se teri aankhen aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein aaiya re aaiya

bharatlyrics.com

Tute ab na kabhi apni yeh dosti
Yun hi gaati rahe masti mein zindagi
Jaagi rahen soyi rahen
Hum pyar mein khoyi rahen
Kal kya ho kya pata
Kasam se yun sharmana aaiya re aaiya
Kasam se yun gabrana aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar milana aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar churana aaiya re aaiya
Aye oh
Kasam se teri aankhen aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein aaiya re aaiya
Kasam se teri aankhen aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein aaiya re aaiya
Kasam se teri aankhen
Kasam se teri baatein
Kasam se tera hasna chalna
Haay re kasam se
Kasam se teri aankhen aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein aaiya re aaiya.

Kasam Se Teri Aankhen Aaiya Re Aaiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download