Kauwa Chala Lyrics - Mohammed Rafi

Kauwa Chala lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Around The World (1967). Kauwa Chala Funny soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Kauwa chala hans ki chal
Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo
Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal
Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo
Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal

Dunia bhar ki sair ko dekho
Nikla hai ye kauwa
Udte udte is nagri me aa pahucha hai kauwa
Bulbul ka har geet
Churakar gata hai ye kauwa
Oro ki naktali par ye jita hai ye kauwa

Kauwa chala hans ki chal
Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo
Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal
Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo
Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal
Pesa vesha paas nahi hai bhukha hai bechara

bharatlyrics.com

Manjil manjil pet ki khatir firta hai aawara
Auro ki jo ris karega vo to hai diwana
Patthar kaise ban sakta hai chandi ka paimana
Kauwa chala hans ki chal
Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo
Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal
Aakhir bhula apni chal
Apni chal ko bhula logo
Apni chal ko bhula
Kauwa chala hans ki chal.

Kauwa Chala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download