Khafa Mahiya (Title) Lyrics - Tony Kakkar

Khafa Mahiya (Title) lyrics, the song is sung by Tony Kakkar from Khafa Mahiya (2016). Khafa Mahiya (Title) Happy soundtrack was composed by Tony Kakkar with lyrics written by Tony Kakkar.

bharatlyrics.com

Aaja ke aaja teri yaadon mein dil rota hai
Aaja ke aaja dil na jaage hai na sota hai
Yun dil ko aise na tadpana, ke dard hota hai
Rota hai, rota hai, dil ye mera..
Ki hoya khafa mahiya
Meri aave saah mahiya
Kehdi gallon russeya ae
Mainu denda saza mahiya

Aaja ke aaja teri yaadon mein dil rota hai
Aaja ke aaja dil na jaage hai na sota hai
Yun dil ko aise na tadpana, ke dard hota hai
Rota hai, rota hai, dil ye mera..
Ki hoya khafa mahiya
Meri aave saah mahiya
Kehdi gallon russeya ae
Mainu denda saza mahiya

Main jitna bhulun
Utna kyun mujhko tu yaad aaye
Tere bin jee na sake
Kya tere bin hi mar jaaye

Raaton mein mujhko neend na aaye
Yaara na aaye, na aaye, na aaye
Neend na aaye…

Mujhe dil mein basa mahiya
Tera mujhko nasha mahiya
Kehdi gallon ruseya
Kehdi gallon ruseya ae
Mainu denda saza mahiya
Hmm…aa..

Teri jab bhi baatein ho
Aankhen bhar meri aati hain
Roti chup hoti hain phir
Tanha hi so jati hain

Aasmaan ke dekho toote taare
Tujhko yaad karein
Aaja re, aaja re
Soona soona angna re

Ab toh jaise piya mahiya
De kaise bhula mahiya
Hmm…aa…

Khafa Mahiya (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download