Khali Jaam Liye Baithe Ho Lyrics - Pankaj Udhas

Khali Jaam Liye Baithe Ho lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Rubayee (1998). Khali Jaam Liye Baithe Ho Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by Zameer Kazmi.

Khaali jaam liye baithe ho
Khaali jaam liye baithe ho
Unn aankho ki baat karo
Raat bahut hai pyaas bahut hai
Barsaato ki bat karo
Khaali jaam liye baithe ho

Jo pikar mast huye hain
Unake zikr se kya haasil
Jo pikar mast huye hain
Unake zikr se kya haasil
Unake zikr se kya haasil
Jin tak jaam nahi pahuncha hai
Unn pyaaso ki baat karo
Raat bahut hai pyaas bahut hai
Barsaato ki bat karo
Khaali jaam liye baithe ho

bharatlyrics.com

Chup rehane se kat naa sakegi
Sadiyo lambi raat yaha
Chup rehane se kat naa sakegi
Sadiyo lambi raat yaha
Sadiyo lambi raat yaha
Jin yaado se dil roshan hai
Unn yaado ki baat karo
Raat bahut hai pyaas bahut hai
Barsaato ki bat karo
Khaali jaam liye baithe ho

Phir palako par juganu chamake
Aankho mein ghata si lehraayi
Phir palako par juganu chamake
Aankho mein ghata si lehraayi
Aankho mein ghata si lehraayi
Thandi hawa kaa zikrr karo
Kuchh bhigi ruto ki baat karo
Raat bahut hai pyaas bahut hai
Barsaato ki bat karo
Khaali jaam liye baithe ho
Unn aankho ki baat karo
Khaali jaam liye baithe ho.

Khali Jaam Liye Baithe Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Khali Jaam Liye Baithe Ho is from the Rubayee (1998).

The song Khali Jaam Liye Baithe Ho was sung by Pankaj Udhas.

The music for Khali Jaam Liye Baithe Ho was composed by Pankaj Udhas.

The lyrics for Khali Jaam Liye Baithe Ho were written by Zameer Kazmi.

The music director for Khali Jaam Liye Baithe Ho is Pankaj Udhas.

The song Khali Jaam Liye Baithe Ho was released under the Universal Music.

The genre of the song Khali Jaam Liye Baithe Ho is Ghazal.