Khooshion Ke Khwaab Dekhen lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Khwab (1998). The music of Khooshion Ke Khwaab Dekhen Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Mumtaz Rashid.
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
bharatlyrics.com
Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Apni nigaah se bhi parde kiye jiyada
Apni nigaah se bhi parde kiye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Khud zindagi ne humko dhoke diye jiyada
Khud zindagi ne humko dhoke diye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Andar to jee na paaye bahar jeeye jiyada
Andar to jee na paaye bahar jeeye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada.