Sabr De Ya Mere Zakhmo Ko Lyrics - Pankaj Udhas

Sabr De Ya Mere Zakhmo Ko lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Khwab (1998). The music of Sabr De Ya Mere Zakhmo Ko Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Mumtaz Rashid.

Sabar de ya mere zakhmo ko
Maseeha de de
Sabar de ya mere zakhmo ko
Maseeha de de
Warna phir mujhko tadapne ka
Salika de de
Sabar de ya mere zakhmo ko
Maseeha de de

bharatlyrics.com

Thak ke be noor huyi
Dhundhane wali aankhein
Thak ke be noor huyi
Dhundhane wali aankhein
Thak ke be noor huyi
Dhundhane wali aankhein
Ab inaahi mere pairon mein
Ujhala de de
Sabar de ya mere zakhmo ko

Umra bhar jisne
Kadi dhoop mein raahat di hain
Umra bhar jisne
Kadi dhoop mein raahat di hain
Uss sulagti huyi diwaad ko saya dede
Warna phir mujhko tadapne ka
Salika de de
Sabar de ya mere zakhmo ko
Maseeha de de

Aarzoo hain ke
Kisi aankh mein aansu na rahein
Aarzoo hain ke
Kisi aankh mein aansu na rahein
Aarzoo hain ke
Kisi aankh mein aansu na rahein
Mere hatho mein koi aisa khilona dede
Warna phir mujhko tadapne ka
Salika de de
Sabar de ya mere zakhmo ko
Maseeha de de
Sabar de ya mere zakhmo ko
Maseeha de de.

Sabr De Ya Mere Zakhmo Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download