Kis Liye Ankho Mein Aansu Lyrics - Lata Mangeshkar

Kis Liye Ankho Mein Aansu lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aaiye (1949). Kis Liye Ankho Mein Aansu Playful soundtrack was composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad) with lyrics written by Nakhshab Jarchavi.

Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Haye sine mein tadapta
Hai dile nashad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun

Jab nahi koyi khata
Jab nahi koyi khata
Mili to phir aisi saza
Itna samjha do ki meri
Zindagi barbaad kyo
Lab pe hai fariyad kyun
Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun

Dil kisi majboor ka hayee
Dil kisi majboor ka
Dil kisi majboor ka aaa
Dil kisi majboor ka
Bekar tadpane se kya
Tum nahi aate to phir
Aaye tumhari yaad kyun
Lab pe hai fariyad kyun

bharatlyrics.com

Tum mujhe dekar sahara
Todna achha nahi
Todna achha nahi
Gar tumhe barbaad karna
Tha kiya aabad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun.

Kis Liye Ankho Mein Aansu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download