Koi Chara Nahin Dua Ke Siva Lyrics - Pankaj Udhas

Koi Chara Nahin Dua Ke Siva lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Mehfil (1983). The music of Koi Chara Nahin Dua Ke Siva Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by .

Koi chara nahin dua ke siva
Koi chara nahin dua ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Koi chara nahin dua ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Mujhse kyaa ho saka wafa ke siva
Mujhse kyaa ho saka wafa ke siva
Mujhko milta bhi kyaa saza ke siva
Mujhko milta bhi kyaa saza ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

bharatlyrics.com

Barsade saahile muraad yahan
Barsade saahile muraad yahan
Saahile muraad yahan
Saahile muraad saahile muraad
Barsade saahile muraad yahan
Kaun ubhra hain nafrat ke siva
Kaun ubhra hain nafrat ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Jubaan par laaya jubaan par laaya
Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Ek fakat arze muddaye siva
Ek fakat arze muddaye siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Koi chara nahin dua ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva.

Koi Chara Nahin Dua Ke Siva Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download