Kuch Yaad Rahe Toh Lyrics - Kanan Devi

Kuch Yaad Rahe Toh lyrics, the song is sung by Kanan Devi from Jawab (1942). The music of Kuch Yaad Rahe Toh Playful track is composed by Kamal Dasgupta while the lyrics are penned by Buddhi Chandra Agrawal Madhur.

Rona hai bekar pagli
Rona hai bekar
Rona hai bekar pagli
Rona hai bekar

Apne mann ki aag chupati
Kuch puchho aur kehlati
Par ye naina keh dete hai
Par ye naina keh dete hai
Jeet huyi ya haar pagli
Jeet huyi ya haar

bharatlyrics.com

Are sharabi ho hoshiyar
Nashe mein kar di khali bottel
Aur duniya ko kehta pagal
Nashe mein kar di khali bottel
Aur duniya ko kehta pagal
Kyu tan man ke geet sunaye
Kyu tan man ke geet sunaye
Tut gaya shringar
Tut gaya shringar
Mana ki main dilwala

Majad puchhe bhi hai pehchane
Deewane se deewane ki
Deewane se deewane ki
Ye kaisi takrar pagli
Ye kaisi takrar pagli
Ye kaisi takrar

Haha haha ham dono ki dirmole
Haha haha ham dono ki dirmole
Kahe paghal banke dhole
Kahe paghal banke dhole
Yehi nasha pehucha deta haiu
Premi ko uspaar sharabi
Premi ko uspaar.

Kuch Yaad Rahe Toh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download