Kya Hoga Kyun Hoga Lyrics - Asha Bhosle

Kya Hoga Kyun Hoga lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Sheesha (1986). The music of Kya Hoga Kyun Hoga Masti track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Yogesh Gaud.

Kya hoga kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain
Kya hoga kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain
Jo ho gaya jo kho gaya
Wapis kabhi wo nahin lauta hain
Jo ho gaya jo kho gaya
Bita hua sapno ka jhoka hain
Kya hoag kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain

bharatlyrics.com

Jab tak ye sanse chalti hain
Duniya kyu aahe bharti hain
Sab ghum bhulake masti mein aake
Gao re gao
Jab tak ye sanse chalti hain
Duniya kyu aahe bharti hain
Sab ghum bhulake masti mein aake
Gao re gao
Hum to jiye haste hue
Jab bhi mila hame mauka hain
Hum to jiye haste hue
Jab bhi mila hame mauka hain
Kya hoga kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain

Duniya mein jo bhi aaya hain
Sukh dukh wo sath yaha laya hain
Is zindagi ki raho mein bikhri
Dhoop kahi to chaya hain
Duniya mein jo bhi aaya hain
Sukh dukh wo sath yaha laya hain
Is zindagi ki raho mein bikhri
Dhup kahi to chaya hain
Hum to jiye haste hue
Jab bhi mila hame mauka hain
Hum to jiye haste hue
Jab bhi mila hame mauka hain
Kya hoga kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain
Kya hoga kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain
Jo ho gaya jo kho gaya
Wapis kabhi wo nahin lauta hain
Jo ho gaya jo kho gaya
Bita hua sapno ka jhoka hain
Kya hoag kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain
Kya hoag kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain
Kya hoag kyu hoga
Hamne kabhi nahin socha hain.

Kya Hoga Kyun Hoga Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download