Pyar Hain Kya Yahi Lyrics - Kishore Kumar

Pyar Hain Kya Yahi lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Sheesha (1986). Pyar Hain Kya Yahi Sad soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Yogesh Gaud.

Pyar hain kya yahi kya yahi hain wo pyar
Tut ke rah gaya dil ka har aitbaar
Na khushi wo rahi na rahi wo bahar
Pyar hain kya yahi kya yahi hain wo pyar

Jaise koi ret pe chamke kahi
Pal bhar shabnam
Jaise chala jaye koi
Mahka hua pyara mausam
Koi bhule jab pyar ki har kasam
Pyar hain kya yahi
Kya yahi hain wo pyar

bharatlyrics.com

Jise koi sab kuch apna yaha
Jab wo badle jis pe bharosha karo
Usi ka ye pyar dokha nikle
Tera ban ke tujhko agar wo chale
Pyar hain kya yahi
Kya yahi hain wo pyar
Tut ke rah gaya dil ka har aitbaar
Na khushi wo rahi na rahi wo bahar
Pyar hain kya yahi kya yahi hain wo pyar.

Pyar Hain Kya Yahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download