Kya Jalwa Kya Nazara Lyrics - Mohammed Rafi

Kya Jalwa Kya Nazara lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Teesri Aankh (1982). Kya Jalwa Kya Nazara Masti soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Kya jalwa kya nazara meri
Aankho ne dekha allah allah
Kya jalwa kya nazara meri
Aankho ne dekha allah allah
Unki najar ka jhukna jhuk ke uthna
Uth ke fir jhuk jana allah allah

Kya jalwa kya nazara meri
Aankho ne dekha allah allah
Unki najar ka jhukna jhuk ke uthna
Uth ke fir jhuk jana allah allah

bharatlyrics.com

Mauje tadap rahi hai
Dariya me mar nahao
Mauje tadap rahi hai
Dariya me mar nahao
Pani me o hasina
Tum aag mat lagao
Shola badal se lapka o lapka
Shola badal se lapka
Tauba tauba uthane laga
Dhua dhua sa allah allah
Kya jalwa kya nazara meri
Aankho ne dekha allah allah
Unki najar ka jhukna jhuk ke uthna
Uth ke fir jhuk jana allah allah

Hatho ko yu uthake
Chehra chhupa liya hai
Hatho ko yu uthake
Chehra chhupa liya hai
Balo ko yu girake
Parda bana liya hai
Muskil hai fir bhi
Chhupna ho chhupna
Muskil hai fir bhi chhupna
Chhup kar chalna chalte
Chalte fir rukna allah allah

Kya jalwa kya nazara meri
Aankho ne dekha allah allah
Unki najar ka jhukna jhuk ke uthna
Uth ke fir jhuk jana allah allah.

Kya Jalwa Kya Nazara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download