Kya Jhootha Lagta Hai Lyrics - Baba Sehgal, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Kya Jhootha Lagta Hai lyrics, the song is sung by Baba Sehgal, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Devi (1970). The music of Kya Jhootha Lagta Hai Playful track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Kya jhootha lagta hai
Kya sacha lagta hai
Bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Kya fika lagta hai
Kya mitha lagta hai
Arey bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap

bharatlyrics.com

Roop kai hai rang kai hai
Koi hai gora koi kala hai
Duniya mein roop kai hai
Rang kai hai koi hai gora
Koi kala hai duniya me ho
Kya gora lagta hai sach
Kya kala lagta hai jhut
Bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap

Oo mere pyare ye bata de
Kya hai bhalayi aur
Kya hai burayi raja
Oo mere pyare
Hu ye bata de kya
Kya hai bhalayi aur
Kya hai burayi raja ho oo
Kya bhala lagta hai mor
Kya bura lagta hai chor
Bol mune tujhko
Kya achha lagta hai lalipap

Bate neerali karta hai tu
Ek sawal ka jawab to jara de tu
Bate neerali karta hai tu
Ek sawal ka jawab to jara de tu
Kya mushkil lagta hai kuch nahi
Kya aasan lagta hai sab kuch
Arey bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Kya jhootha lagta hai
Kya sacha lagta hai
Bol ma tujhko
Kya achha lagta hai
Mera lal mera lal
Mera lal mera lal
Mera muna mera lal
Mera muna mera lal
Mera lal mera lal
Mera lal mera lal.

Kya Jhootha Lagta Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *