Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Lyrics - Lata Mangeshkar

Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Teri Payal Mere Geet (1993). Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Mujra soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Hasan Kamal.

Kya kahen kya kahen
Kya kahen kya kahen
Aaj kya ho gaya kya kahen
Aaj kya ho gaya kya kahen
Aapka saamna ho gaya ho
Aapka saamna ho gaya
Kya kahen kya kahen
Kya kahen kya kahen
Aaj kya ho gaya

Ho ak pal ko nigahen mili
Ak pal ko nigahen mili
Umra ka faisla ho gaya
Umra ka faisla ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen
Aaj kya kya kahen
Aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya

Saukh se aap dil mein rahe
Saukh se aap dil mein rahe
Ab yeh ghar
Ab yeh ghar aapka ho gaya
Ab yeh ghar aapka ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen aaj kya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya

bharatlyrics.com

Ho aapne jo diya darde dil
Aapne jo diya darde dil
Mere dil
Mere dil ki dava ho gaya
Mere dil ki dava ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen
Aaj kya kya kahen
Aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya
Ho aapka saamna ho gaya.

Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download