Kya Khabar Thi Lyrics - Mubarak Begum

Kya Khabar Thi lyrics, the song is sung by Mubarak Begum from Rishta (1954). Kya Khabar Thi Sad soundtrack was composed by Datta Korgaonkar with lyrics written by Pandit Phani.

Kya khabar thi yu tamanna
Khak mein mil jayegi
Kya khabar thi yu tamanna
Khak mein mil jayegi
Hum to samjhe the
Mohabbat ras hamko aayegi
Hum to samjhe the
Mohabbat ras hamko aayegi

bharatlyrics.com

Ashk aankho mein machal kar
Kah rahe hai bar bar
Dil ki dhadkan dard bankar
Har ghadi tadpayegi
Kya khabar thi yu tamanna
Khak mein mil jayegi

Gum se dhokha koi na hoga
Is jaha mein gum gujar
Gum se dhokha koi na hoga
Is jaha mein gum gujar
Jindagi har kadam par
Maut bhi thukrayegi
Rat rone mein kategi
Din katega yaad mein
Rat rone mein kategi
Din katega yaad mein
Ye judai bewafai
Umar bhar tadpayegi
Kya khabar thi yu tamanna
Khak mein mil jayegi.

Kya Khabar Thi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download