Kya Khata Hai Ye Bata Dein Sahab Lyrics - Anuradha Paudwal

Kya Khata Hai Ye Bata Dein Sahab lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Rishta (2000). Kya Khata Hai Ye Bata Dein Sahab Ghazal soundtrack was composed by Shekhar Sen with lyrics written by Ibrahim Ashq.

Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai…

Meri ulfat ka seela ye to nahi
Meri ulfat ka seela ye to nahi
Aap nazron se gira dein sahab
Aap nazron se gira dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai…

Dil ko aaram na aa jaaye kahin
Dil ko aaram na aa jaaye kahin
Phir se deewana bana dein sahab
Phir se deewana bana dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai…

bharatlyrics.com

Jis jagah aapke ho naqs-e-kadam
Jis jagah aapke ho naqs-e-kadam
Hum wahin sar ko juka dein sahab
Hum wahin sar ko juka dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai…

Kya Khata Hai Ye Bata Dein Sahab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download