Tay Kar Liya Hai Samandar Allah Lyrics - Anuradha Paudwal, Jaswant Singh

Tay Kar Liya Hai Samandar Allah lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Jaswant Singh from Rishta (2000). Tay Kar Liya Hai Samandar Allah Ghazal soundtrack was composed by Shekhar Sen with lyrics written by Israr Ansari.

Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare

bharatlyrics.com

Woh shola jisko chhukar
Jhal jaata hain zamana
Woh shola jisko chhukar
Jhal jaata hain zamana
Dekhenge usko chhukar
Allah ke sahare
Dekhenge usko chhukar
Allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare

Daaman mein kankaro ke
Ambaar hain to kyaa hain
Daaman mein kankaro ke
Ambaar hain to kyaa hain
Ban jaayenge ye gohar
Allah ke sahare
Ban jaayenge ye gohar
Allah ke sahare
Badla mera muqaddar
Allah ke sahare
Tay kar liya hai
Samandar allah ke sahare.

Tay Kar Liya Hai Samandar Allah Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download