Kya Tumhe Bhi Aisa Lyrics - Alka Yagnik, Hariharan

Kya Tumhe Bhi Aisa lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Hariharan from Tum Aaye (2001). The music of Kya Tumhe Bhi Aisa Happy track is composed by Raju Singh while the lyrics are penned by Javed Akhtar.

Kya tumhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Kya tumhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Ye saara sama jo iss pal hain
Ise pehale bhi dekha hain
Kya tumhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Kya tumhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain

Ye rasta aur ye aur
Raste mein pedo ke saaye
Jaane kyun lagta hain
Pehale hum yahan kabhi hain aaye
Uss din bhi yun hi pyaar bhari
Tumne ik baat kahin thi
Uss din bhi yunhi pagali hawa
Mere aanchal se uljhi thii
Pehale bhi huaa
Hain kabhi yahan
Jo iss pal hota hain
Kya tumhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Haan mujhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Ye saara sama jo iss pal hain
Ise pehale bhi dekha hain
Haan mujhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Haan mujhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain

bharatlyrics.com

Jub pehali baar nigahe mili thi
Tum se inn raahon mein
Mujhko thaa laga
Pehale bhi kabhi
Main dubaa hoon
In aankhon mein
Kyaa tumse kahun
Iss baat pe hain
Mujhko kitani hairaani
Kyun pehali baar lagi thi tum
Mujhko jaani pehchaani
Ye khaab nahi ye sach bhi nahi
Kyaa jaane ye kyaa hain
Kya tumhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Haan mujhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Ye saara sama jo iss pal hain
Ise pehale bhi dekha hain
Haan mujhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain
Kya tumhe bhi aisa
Kabhi kabhi lagta hain.

Kya Tumhe Bhi Aisa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download