Kya Yahi Pyar Hai Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Kya Yahi Pyar Hai lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Rocky (1981). The music of Kya Yahi Pyar Hai Love track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Kya yehi pyaar hai
Haan yehi pyaar hai
O dil tere bin
Kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin

Kya yehi pyaar hai
Haan haan haan
Yehi pyaar hai
O dil tere bin
Kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai
Haan yehi pyaar hai

bharatlyrics.com

Pehle main samjha kuch
Aur vaje in baaton ki
Lekin ab jaana kahan
Neend gayi meri raaton ki
Jaagti rehti hoon main bhi
Chaand nikalta nahin oh
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai bolo bolo na
Haan yehi pyaar hai

Kaise bhooloongi tu
Yaad hamesha aayega
Tere jaane se jeena
Mushkil ho jaayega

Ab kuch bhi ho dil pe
Koi zor to chalta nahin
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai
Haan haan yehi pyaar hai

Jaise phoolon ke mausam
Mein yeh dil khilte hai
Premi aise hi kya patjhad
Mein bhi milte hain
Rut badle duniya badle
Pyaar badalta nahin ho
Dil tere bin
Kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai
Haan yehi pyaar hai
O dil tere bin
Kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Mm hm hm hm hm hm

Haan haan haan haan
Yehi pyaar hai
Kya yehi pyaar hai
Haan yehi pyaar hai.

Kya Yahi Pyar Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download