Laaz Ki Mari Lyrics - Lata Mangeshkar

Laaz Ki Mari lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Farishtay (1991). The music of Laaz Ki Mari Dance, Masti track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Ek laga do laga
Ek laga do laga teen laga
Char laga pach laga
Chhah laga saat

bharatlyrics.com

Saat kuwaro mein
Ek kuwari laz ki
Mari main bechari
Main mar jawa mere
Piche pad gayi duniya sari
Saat kuwaro mein
Ek kuwari laz ki
Mari main bechari
Main mar jawa mere
Piche pad gayi duniya sari

Koi mera ghunghata khole
Koi prem ki batiya bole
Koi mera ghunghata khole
Koi prem ki batiya bole
Idhar udhae se lapte
Shole lapte shole

Beech mein choti chingari
Sat kuwaro mein ek kuwari
Laz ki mari main bechari
Haye haye rabba mere
Piche pad gayi duniya sari

Tadpaungi tarsaungi
Hath kisi ke na aaungi
Tadpaungi tarsaungi
Hath kisi ke na aaungi
Nagin banke lahraungi lahraungi
Chal jawangi ban ke katari
Sat kuwaro mein ek kuwari
Laz ki mari main bechari
Main mar jawa mere
Piche pad gayi duniya sari

Mai pane shajan ki dulhan
Ye rang rup jawani uljhan
Ban gayi meri jan ki dusman
Meri surat pyari pyari
Mai pane shajan ki dulhan

Ye rang rup jawani uljhan
Ban gayi meri jan ki
Dusman jan ki dusman
Meri surat pyari pyari
Saat kuwaro mein ek kuwari
Laz ki mari main bechari
Main mar jawa mere
Piche pad gayi duniya sari

Laz ne mera rasta roka
Ghar se nikli khaya dhokha
Laz ne mera rasta roka
Ghar se nikli khaya dhokha
Der na kar milte hi
Mauka mauka
Ud ja bulbul aaya shikari

Sat kuwaro mein ek kuwari
Laz ki mari main bechari
Main mar jawa mere
Piche pad gayi duniya sari
Saat kuwaro mein ek kuwari
Laz ki mari main bechari
Main mar jawa mere
Piche pad gayi duniya sari.

Laaz Ki Mari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download