Laila Mar Gayi Lyrics - Alka Yagnik

Laila Mar Gayi lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Uttar Dakshin (1987). The music of Laila Mar Gayi Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Laila mar gayi sooni doob gayi
Laila mar gayi sooni doob gayi
Ab hain meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Tere mere pyaar ke dushman
Hain ye duniya saari

Laila mar gayi sooni doob gayi
Ab hain meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Hain ye duniya saari
Laila mar gayi sooni doob gayi
Ab hain meri baari

bharatlyrics.com

Mujhmein aur mere dil mein
Kitane din takraar huyi
Mujhmein aur mere dil mein
Kitane din takraar huyi
Pyaar karun ya na karun
Baat hazaro baar chali
Dil ye kiska zor chale
Dil jeeta main haari
Laila mar gayi sooni doob gayi
Ab hain meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Hain ye duniya saari

Tere mere bicha mein
Ye jag na aajaye sajna
Tere mere bicha mein
Ye jag na aajaye sajna
Jaldi se sindoor lagade
Pahenade mujhko kangana
Logo tak pahuchi hain
Ab ye baat hamari

Laila mar gayi sooni doob gayi
Laila mar gayi sooni doob gayi
Ab hain meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Hain ye duniya saar.

Laila Mar Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download