Le Deke Muqaddar Me Lyrics - Kavita Krishnamurthy

Le Deke Muqaddar Me lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy from Dil Ki Awaaz (2013). The music of Le Deke Muqaddar Me Ghazal track is composed by while the lyrics are penned by .

Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

Kyun gham se pareshan ho
Woh gham bhi hame de do
Kyun gham se pareshan ho
Woh gham bhi hame de do
Woh gham bhi hame de do
Jo roj tumhara hai
Woh roj hamara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

Achha hi kiya tumne
Muh pher liya hamse
Achha hi kiya tumne
Muh pher liya hamse
Muh pher liya hamse
Kuchh din se hamara bhi
Gardish me sitara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

Magroor wafa teri
Barhum hai anaa meri
Magroor wafa teri
Barhum hai anaa meri
Barhum hai anaa meri
Shayad yeh hawa jiske
Aane ka ishara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

bharatlyrics.com

Ham mehal junu thehare
Sehara me bhatak lete
Ham mehal junu thehare
Sehara me bhatak lete
Sehara me bhatak lete
Aawaz hame de kar
Kyun tumne pukaara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai.

Le Deke Muqaddar Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download