Lo Aayi Hai Jawaani Lyrics - Asha Bhosle

Lo Aayi Hai Jawaani lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Pehchan (1970). Lo Aayi Hai Jawaani Dance, Drama soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar mein
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati

Apne rang jamati aayi
Bal kahti sharmati aayi
Duniya ki rangeen
Chaman mein bijali si laharati aayi
Ho aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar me
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Ab hosh mine hai rut
Hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati

Balo mein ghan klale kale
Galo mein rangeen najare
Baki kit baat anokhi
Pine ke andhaj nirale
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar mein
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati

bharatlyrics.com

Dil mein apne aag liye hai
Kanto mein ikrar liye baite baite
Ye deewani chahat ka agaz liye hai
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar mein
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai
Rut hai badi madmati
Ab hosh mein hai
Rut hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati.

Lo Aayi Hai Jawaani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download