Maana Ke Tum Haseen Ho Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Maana Ke Tum Haseen Ho lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Moorti (1945). The music of Maana Ke Tum Haseen Ho Romantic track is composed by Bulo C. Rani while the lyrics are penned by Pandit Indra Chandra.

Maana ke tum haseen ho
Pehle sabab ho
Maana ke tum haseen ho
Pehle sabab ho
Iska to jawab do kyu lazwab ho
Iska to jawab do kyu lazwab ho

bharatlyrics.com

Tum mere warke
Zindagi ke pahle haraf hai
Tum mere warke
Zindagi ke pahle haraf hai
Kismat likhi hai
Jisme tumhi ho kitab ko
Kismat likhi hai
Jisme tumhi ho kitab ko

Parwah nahi zamaana
Kahe tumko sangdil
Parwah nahi zamaana
Kahe tumko sangdil
Meri nazar mein
Jane jaha aaftab ho
Meri nazar mein
Jane jaha aaftab ho
Banke gazal ke sher tum
Aao khyal mein haye
Banke gazal ke sher tum
Aao khyal mein haye
Main hoon khyam aur meri
Tum sarab ho
Main hoon khyam aur meri
Tum sarab ho
Maana ke tum haseen ho
Ahle sabab ho.

Maana Ke Tum Haseen Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download