Maat Pitaah Ke Charnon (Title) Lyrics - Alka Yagnik

Maat Pitaah Ke Charnon (Title) lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Maat Pitaah Ke Charnon Mein Swarg (2009). The music of Maat Pitaah Ke Charnon (Title) Love, Motivational, Philosophical track is composed by Manish (Naveen - Manish), Naveen (Naveen - Manish) while the lyrics are penned by .

Sukh ka suraja yahan nahi dhalta hain
Zindagi ko sukoon yahan milta hain
Maa ke aanchal ki thandi chhaya hain
Pitaah ke pyar ka sar pe saya hain
Kaam kar hath chalna sikhaya hame
Pyar hakikat ki ooh se sulaaya hame
Aasha nahi chukaana runko
Hum pe jo karz hain

Maat pitaah ke charnon mein swarg
Maat pitaah ke charnon mein swarg

bharatlyrics.com

Maa pitaah sa nahi koi duja nahi hai
In ki sewa kare yahi pooja hai
Yeh ghar mandir hai
Jaha ham rahte hai
Apna bhgwan ham inko kehte hai
Chot hamko lage dard sehte hai yeh
Phir chhipa kar use uff na kehta hai yeh
Hamko bhi hai nibhana to apna jo farz hai

Maat pitaah ke charnon mein swarg
Maat pitaah ke charnon mein swarg.

Maat Pitaah Ke Charnon (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *