Main Ek Pyaasi Lyrics - Kavita Krishnamurthy

Main Ek Pyaasi lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy from Kshatriya (1993). Main Ek Pyaasi Sad soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Main ek pyaasi khali gaagal
Wo ek jal thal gehra saagar
Gaagar mein saagar na samaya
Maine kaisa dhoka khaya
Main kaisi deeweani
Ban gayi prem kahani
Main kaisi deeweani
Ban gayi prem kahani
Prem kahani
Ban gayi prem kahani

bharatlyrics.com

Yeh aahat yeh dastak kaisi
Dil ke andar dhak dhak kaisi
Yeh aahat ye dastak kaisi
Dil ke andar dhak dhak kaisi
Aur hai koi ya woh aaya
Muskil se tha jise bhulaya
Aayi yaad purani
Ban gayi prem kahani
Prem kahani
Ban gayi prem kahani

Naachu na to aur kari kya
Rou na to aur karu kya
Darpan se sarmane wali
Ban gayi nachne gaane wali
Apni prem kahani
Yeh meri prem kahani
Prem kahani
Yeh meri prem kahani.

Main Ek Pyaasi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download