Maine Tujhe Apna Banaya Lyrics - Sadhana Sargam, Udit Narayan

Maine Tujhe Apna Banaya lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan from Zamane Se Kya Darna (1994). Maine Tujhe Apna Banaya Love soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Maine tujhe apna banaya hai
Ankho mein tujhe hi basaya hai
Maine tujhe apna banaya hai
Ankho mein tujhe hi basaya hai
Pyar hua hai jab se
Dur hui main sab se
Jane man tu hai mera dil mera jaan
Mera dil mera jaan
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Pyar hua hai jab se
Dur hua main sab se
Jane man tu hai mera dil mera jaan
Mera dil mera jaan

Bas gayi hai mere man mein teri khusbu
Kuchh nahi hu tere bina main mere bina tu
Bas gayi hai mere man mein teri khusbu
Kuchh nahi hu tere bina main mere bina tu
Ek dusre se khafa na honge
Sathi kabhi bhi juda na honge
Aayi jami pe tere liye main
Janeman tu hai mera dil meri jaan
Mera dil meri jaan

bharatlyrics.com

Tere dam se mere sapne mere armaa
Rah sakunga ab na kahi tere bina
Tere dam se mere sapne mere armaa
Rah sakunga ab na kahi tere bina
Tere liye ab hai jina marna
Hamko jamanae se ab kya darna
Main zindagi bhar chahunga tujhko
Janeman tu hai mera dil meri jaan
Mera dil meri jaan
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Maine tujhe apna banaya hai
Aankho mein tujhe hi basaya hai
Pyar hua hai jab se
Dur hui main sab se
Jane man tu hai mera dil mera jaan
Mera dil mera jaan.

Maine Tujhe Apna Banaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download