Man Baat Na Meri Mane Lyrics - Amirbai Karnataki

Man Baat Na Meri Mane lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki from Rangeen Kahani (1947). Man Baat Na Meri Mane Playful soundtrack was composed by Feroz Nizami with lyrics written by Waheed Qureshi.

Man baat na meri mane
Man baat na meri mane na mane
Main to thak gayi samjhake
Man baat na meri mane na mane
Main to thak gayi samjhake

bharatlyrics.com

Man kahe karo manmani
Main kahun na kar nadani
Man kahe karo manmani
Main kahun na kar nadani
Pardesi pardesi preet na jane
Na jane mai to thak gayi samjhake
Man baat na meri mane
Man baat na meri mane na mane
Mai to thak gayi samjhake

Man kahe karu main preet
Main kahun na gaye geet
Man kahe karu main preet
Main kahun na gaye geet mat dekhe
Mat dekhe sapne suhane na mane
Mai to thak gayi samjhake
Man baat na meri mane
Man baat na meri mane na mane
Main to thak gayi samjhake

Dukh dard se hoon aazad
Mat kar tu mujhe barbad
Dukh dard se hoon aazad
Mat kar tu mujhe barbad
Kyu chala hai kyu chala hai
Aag lagane na mane
Main to thak gayi samjhake
Man baat na meri mane
Man baat na meri mane na mane
Main to thak gayi samjhake.

Man Baat Na Meri Mane Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download