Mandir Tute Lyrics - Udit Narayan

Mandir Tute lyrics, the song is sung by Udit Narayan from Mere Sajana Saath Nibhana (1992). Mandir Tute Sad soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Mandir tute to ban jaaye
Maszid tute to ban jaaye
Mandir tute to ban jaaye
Maszid tute to ban jaaye
Mohabbat bhara dil ho
Mohabbat bhara dil jo tute to
Sari umar jud na paye
Kisi ka din na todna
Kisi ka din na todna
Kisi ka din na todna
Kisi ka din na todna

bharatlyrics.com

Sadiyon duaye mange koi
Tab jake yeh gul khilta hain
Sadiyon duaye mange koi
Tab jake yeh gul khilta hain
Dhan daulat se kabhi mile na
Pyar to kismat se milta hain
Sone chandi se tum
Rishta kabhi na jodna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna

Mit jayenge dharti ambar
Sara zamana jal jayega
Mit jayenge dharti ambar
Sara zamana jal jayega
Tute dil se aahe jo nikli
Kuch bhi yahan
Na rahe payega
Hath kisi ka agar pakadna
Kabhi na chhodna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna

Mandir tute to ban jaaye
Maszid tute to ban jaaye
Mohabbat bhara dil jo tute to
Sari umar jud na paye
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna
Kisi ka dil na todna.

Mandir Tute Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download