Man Ke Panchhi Lyrics - Sharda Rajan Iyengar

Man Ke Panchhi lyrics, the song is sung by Sharda Rajan Iyengar from Naina (1973). The music of Man Ke Panchhi Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi

Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Gam ke tufan hai jis taraf dekhiye
Aur tufa me koi kinara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi

Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Zindagi ke liye hath falaye hum
Aisa jina to humko gwara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi

bharatlyrics.com

Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Aasmano pe bhagwan bhi khamosh hai
Aisi kismat hai koi hamara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi.

Man Ke Panchhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download