Mujhe Tune Maar Dala Lyrics - Mohammed Rafi

Mujhe Tune Maar Dala lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Naina (1973). The music of Mujhe Tune Maar Dala Love track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Nazar jab uthayi dua ban gayi
Nazar jab jhukayi ada ban gayi
Nazar jab milayi wafa ban gayi
Nazar jab churayi kaza ban gayi

Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke
Huya dil me ujala
Tere dekhne ke sadke
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke

bharatlyrics.com

Tere nain pyare pyare
Meri rah ke sitare
Haye tere nain pyare
Meri rah ke sitare
Koi dil ko har baitha
Hum zindagi ko hare
Koi dil ko har baitha
Hum zindagi ko hare
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Oo mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke

Teri har nazar jawa hai
Teri har nazar hansi hai
Haye haye
Teri har nazar jawa hai
Teri har nazar hansi hai
Tujhe jab se maine dekha
Mujhe chain hi nahi hai
Tujhe jab se maine dekha
Mujhe chain hi nahi hai
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke

Tu dil ki aarzu hai
Sadiyo ki zusatzu hai
Tu dil ki aarzu hai
Sadiyo ki zusatzu hai
Aankho me tere jalwe
Sanso me tu hi tu hai
Aankho me tere jalwe
Sanso me tu hi tu hai
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke
Mujhe tune mar dala
Tere dekhne ke sadke.

Mujhe Tune Maar Dala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download