Manzil Na Rahi Koi Lyrics - Anup Jalota

Manzil Na Rahi Koi lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Kashish (1998). The music of Manzil Na Rahi Koi Ghazal track is composed by Bhushan Dua while the lyrics are penned by .

Manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain
Waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

Marne ki koi raah nikali nahi jaati
Marne ki koi raah nikali nahi jaati
Marne ki koi raah nikali nahi jaati
Jeene ke liye koi bahana bhi nahi hain
Waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

Maine hi sikhaya tha use teer chalana
Maine hi sikhaya tha use teer chalana
Maine hi sikhaya tha use teer chalana
Ab mere shiva koi nishana nahi hain
Waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

bharatlyrics.com

Ye sheher ganimat hain kaha jaoge ke raahi
Ye sheher ganimat hain kaha jaoge ke raahi
Ye sheher ganimat hain kaha jaoge ke raahi
Woh log nahi hain woh zamana bhi nahi hain
Waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain
Manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain.

Manzil Na Rahi Koi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download