Ghar Baith Ke Sab Lyrics - Anup Jalota

Ghar Baith Ke Sab lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Kashish (1998). The music of Ghar Baith Ke Sab Ghazal, Sharaabi track is composed by Bhushan Dua while the lyrics are penned by .

Ghar baith ke sab pee lenge
Ghar baith ke sab pee lenge
To maikhano ka kyaa hoga
Maikhano ka kyaa hoga
Nazron se ghuzara chal jaaye
Nazron se ghuzara chal jaaye
To paimaano ka kyaa hoga
Paimaano ka kyaa hoga

Yun to hum sokhin nahi ye
Soch ke bas pee lete hain
Yun to hum sokhin nahi ye
Soch ke bas pee lete hain
Ghar mejbaan na peeyega to
Ghar mejbaan na peeyega to
Phir mehmaano ka kyaa hoga
Mehmaano ka kyaa hoga

Kuchh rind nahi hargiz karte
Mehfil ki shaan mein ghustakhi
Kuchh rind nahi hargiz karte
Mehfil ki shaan mein ghustakhi
Lekin jo behek ne lagate hain
Lekin jo behek ne lagate hain
Unn naadano ka kyaa hoga
Unn naadano ka kyaa hoga

bharatlyrics.com

Hum ne suna hain jannat mein
Mai par takribe hoti hain
Hum ne suna hain jannat mein
Mai par takribe hoti hain
Ye haal hain agar farishto ka
Ye haal hain agar farishto ka
To hum insaano ka kyaa hoga
Hum insaano ka kyaa hoga

Nazron se ghuzara chal jaaye
Nazron se ghuzara chal jaaye
To paimaano ka kyaa hoga
Paimaano ka kyaa hoga
Ghar baith ke sab pee lenge
Ghar baith ke sab pee lenge
To maikhano ka kyaa hoga
Maikhano ka kyaa hoga.

Ghar Baith Ke Sab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download